Aazaadi
4 September, 2022
Kadmon ka tazabzub hai qasoor-e-dil;
Hai ek taraf pahaad,
toh dusri oor vaadi.
Aur ye bhi kya kamaal bechaini hai,
Be-maqsad zindagi maqsad tarasti hai
Aur maqsad wali, aazaadi.
4 September, 2022
Kadmon ka tazabzub hai qasoor-e-dil;
Hai ek taraf pahaad,
toh dusri oor vaadi.
Aur ye bhi kya kamaal bechaini hai,
Be-maqsad zindagi maqsad tarasti hai
Aur maqsad wali, aazaadi.